Aaj ke vyast samay main kya ham apne liye kuch vakt nikal pate haim? Shayad nahin.ham kaun haim,iss dunia main kyon aye hain,kya jo jeevan jee rahe hain iske alava bhi hamara koi or laxhya hona chahiye?ityadi baten kabhi janne ki iccha hamare man main aati hai shayad nahin.
No comments:
Post a Comment